Wo pyar ka saboot dikhaya karta tha
Aansoo baha kar mujhe manaya krta tha
Ye zindagi sirf tumse wabasta hai
Aksar ye baat mujhe bataya karta tha
Usski baaton mein kuch aisa asar tha
Main barish ke bina hi bheeg jaaya karta tha
Sone ki fursat kis ko thi
Wo mujhe sari raat jagaya karta tha
Bechaini jab hadh se barh jaati thi
Wo ji bhar ke galay lagaya karta tha
Wo itni muhabbat karne wala badal gaya
Jo saath nibhane ki qasam khaya karta tha







Hi! This is Narinder V.Thonthia from Karachi Pakistan and He is Certified Web And Graphics Designer, Programmer and the Entrepreneur of NVJ Web Developers & Designers He is running two successfully Blog
Hi! This is
Avinash T. Maheshwary, He is Our Gold Star Contributor in This Site 
0 comments:
Post a Comment