Motivational Poetry

Selected Urdu Motivational Poetry Collection

Allama Iqbal 's Poetry

Best Selected Poetry of Allama Iqbal

Two Lines Poetry

Sad And Romantic Two Lines Poetry in Urdu

Romantic Poetry Collection

Worlds Best Selected Romantics Urdu Lines

Ahmed Faraz Urdu Poetry

Best Collection of Ahmed Faraz 's Urde Poetry

Bacho… Mat Intezar Karo Ab Kisi Quaid-E-Azam Ka

Bacho-Mat-Intezar-Karo-Ab-Kisi-Quaid-E-Azam-Ka

Bacho… 
 Mat Intezar Karo Ab Kisi Quaid-E-Azam Ka Main Nahi Aa Sakta Ab 
Himat Kro Akhir Kb Tak Yunhi Itezar Karty Raho Gy 
Ab Tum Bare Ho Gy Ho Ye Zimedari Tum Hi Ko Nibhani Hai 
Saaf Kar Do, Is Ghar Ko Har Gandagi Se

25 December Quaid-e-Azam Day

25-December-Quaid-e-Azam-Day

Celebrate Quaid-e-Azam Day 25 December
 "Main Apna Kaam Kar Chuka Hoon Quom Ko Jis Cheez Ki Zarorat Thi 
Wo Usse Mil Gaye Hai, Ab Ye Quom Ka Kaam Hai Ke Wo Usse Tameer Kare "

Hum Bhi Teray Sahidon Main Shamil Rahe

shaheed-poetry

Jab Bhi Gehra Tujhe Zalmo Ne Kabhi
Mashal-e-Jaan Liye Hum Mukabil Rahe

Hum Ne Mar Ke Tujhe Sir Khuro Kar Diya
Hum Bhi Teray Sahidon Main Shamil Rahe

Hum Parwazo Se Nahi Huslo Se Uda Karte Hain

motivational-urdu-poetry

Kis Ki Himmat Hai Hamari Parwaz Main Laye Kaami
Hum Parwazo Se Nahi Huslo Se Uda Karte Hain

Hamara Khoon Bhi Shamil Hai Tazayaan-e-Gulistaan Main - (Shaheed Urdu Poetry)

Shaheed-urdu-poetry

Hamara Khoon Bhi Shamil Hai Tazayaan-e-Gulistaan Main
Hamain B Yaad Kr Lena Chaman Main Jb Bahar Aaye..!!

Abhi Azadi Baki Hai (14 August Urdu Poetry)

14-August-Urdu-Poetry

Javan Hai Azam Tu Phir Zalim Ki Barbadi Baki Hai
Andheri Raat Hai Ab Tak, Abhi Azadi Baki Hai

Is Parcham Ke Saye Taale Hum Ek Hain - (Independence Day Poetry)

Independence-day-poetry

Is Parcham Ke Saye Taale Hum Ek Hain 
Hum Ek Hain
Sanjhi Apni Khushiyan aur Gam Ek Hain
Hum Ek Hain.

14 August Poetry

14 August Poetry

HAPPY INDEPENDENCE DAYS

Apni Yadoon Se Azaad Kar Do...

Azadi-urdu-poetry

Suno Azaadi Ke Din Hain
Apni Yadoon Se Azaad Kar Do...

Zanjeerain Gulami Ki - Urdu Azaadi Poetry

Urdu Azaadi Poetry

Abhi tak paon se chamti hain zanjeerain gulami ki,
Din ajata hai azaadi ka aazadi nai aati....