Motivational Poetry

Selected Urdu Motivational Poetry Collection

Allama Iqbal 's Poetry

Best Selected Poetry of Allama Iqbal

Two Lines Poetry

Sad And Romantic Two Lines Poetry in Urdu

Romantic Poetry Collection

Worlds Best Selected Romantics Urdu Lines

Ahmed Faraz Urdu Poetry

Best Collection of Ahmed Faraz 's Urde Poetry

Aqal Waly Bhi Jahan Thokrein Kha Kar

thoker-urdu-poetry

Aqal Waly Bhi Jahan Thokrein Kha Kha Ke Gire 
Ham Ne Us Raah Mein Darasal Sambhalna Seekha

Main Ne Socha Tha Ke Sub Chand Ritare Hoon Ge


Main Ne Socha Tha Ke Sub Chand Ritare Hoon Ge
Ek Parcham Ke Taale Saare Ke Saare Hoon Ge

Lekin

Jitne Maare Hain Musalman Musalmano Ne
Saari Dunye Ne Tu Mil Kar Bhi Na Maare Honge

Dil Se Jo Baat Nikle Hai, Asar Rakhti Hai

Iqbal-Inspirational-Poetry

Dil Se Jo Baat Nikle Hai, Asar Rakhti Hai
Par Nahi Waqat, Parwaz Magar Rakhti Hai

Zindagi Ka Sach

Best_Urdu_Sms

Main Ne Zindagi Main Ek Hi Baat Sikhi Hai
Ke Insaan Ko Koi Cheez Nahi Raha Sakti
Jab Tak Wo Khud Har Na Maan Le

Nahi Tha Apna Mizaj Aisa

Nahi-Tha-Apna-Mizaj-Aisa-Urdu-Poetry

Nahi Tha Apna Mizaj Aisa, Ke Zarf Kho Kar Ana Bachate
Warna Aise Jawab Detay Ke Paida Na Phir Sawal Hote...!!!



Search Terms:-
  • Mizaj Urdu Shairy
  • Mizaj Urdu Poetry
  • Ana Urdu Shairy
  • Ana Urdu Poetry
  • Zarf Urdu Shairy
  • Zarf Urdu Poetry

So Dosto Se Behtar - Best Urdu Lines

Urdu-Quote

So Dosto Se Behtar Wo Shaakhs Hai
Jo Dil Main Nafrat Tu Rakhta Hai Lekin
Munafikat Nahi Karta.

Ache Insaan Ki Sub Se Pehle

Best-Urdu-Poetry

Ache Insaan Ki Sub Se Pehle Aur
Sub Se Akhiri Nishani Ye Hai
Ke Wo Un Logon Ki Bhi Zizzat Karta Hai
Jin Se Usse Kissi Kisam Ke Fayede Ya Mafad
Ki Tawaka Nahi Hoti.

Urdu Inspirational Poetry - Akalmand Wo Nahi

Akalmand-Wo-Nahi

Akalmand Wo Nahi Jisse Achaye Aur Buraye Ki Phechan Ho 
Balke Asal Akalmand Wo Hai Jo Achay Ki Pairvi Kare Aur 
Boraye Se Ajnabi Kare.

Main Ne Bohat Se Insaan Dekhe Hain

Rumi-Poetry

Main Ne Bohat Se Insaan Dekhe Hain
Jin Ke Badan Par Libaas Nahi Hota
Main Ne Bohat Se Libaas Dekhe Hain
Jin Ke Andar Insaan Nahi Hota

Rumi

Search Terms

Wo Hi Rakhe Ga

Islamic-Urdu-Poetry

Wo Hi Rakhe Ga Meray Ghar Ko Baalao Se Mehfoz
Jo Shajjar Se Ghonsla Karne Nahi Deta


Search Terms:
  • Wohi Poetry
  • Wohi Shairy
  • Mehfoz Poetry
  • Shajjar Poetry
  • Ghar PoetryWohi Sms

Sub Kuch Khone Ke Bad Bhi

Urdu-Best-Lines

Sub Kuch Khone Ke Bad Bhi
Agar Aap Ke andar Hosla Baki Hai
Tu Samaj Le Jiye Ke Abhi Aap Ke 
Kuch Nahi Khohya !

Dua Dil Se Maangi Jati Hai

Dua-Dil-Se-Maangi-Jati-Hai

Dua Dil Se Maangi Jati Hai, Zuban Se Nahi Ay Iqbal
Qaabol Tu US Ki Bhi Hoti Hai, Jis Ki Zuban Nahi Hoti

Abhi Majbor Hoon Lekin Zara Mujhe Aur Jeene Do

Abhi-Majbor-Hoon-Narinder-thontia-Poetry

Abhi Majbor Hoon Lekin Zara Mujhe Aur Jeene Do
Abhi Gumnaam Hoon Tu Kya Mujhe Abhi Naam Karna Hai

" Narinder "

Fakat Char Din Ki Chandni Hai

Urdu-Poetry


Fakat Char Din Ki Chandni Hai, Ye Emertein , Ye Wazarte
Mujhe Us Fakeer Ki Shan De Ke Zamana Us Ki Misal De

Mayoos Ho Raha Hai Itna Na Jane Kyun

Mayoos-Urdu-Poetry-of-Narinder-Thonthia

Mayoos Ho  Raha Hai  Itna Na  Jane  Kyun
Kamzor Par Raha hai  Itna Na  Jane  Kyun
Chaaya hai Andhera Abhi Gehra Tu Kya Hoa
Hona  Hai Abhi  Baki Roshan  Saawera  Jo

"Narinder"

Urdu Quote of the Day - Rishton Ki Rassi

Urdu-Quote-of-the-Day

Rishton Ki Rassi Kamzor Tab Hoti Hai Jab Insaan
Ghalat Fehmi Main Paida Honey Waley Sawalon Ka Jawaab
 Bhi Khud Hi Bana Laita Hay

Motivational Urdu Poetry


Sach Kaho Mujh Ko Ye Anwan Bura Lagta Hai

Maa-Baap-Sad-Poetry

Sach Kaho Mujh Ko Ye Anwan Bura Lagta Hai
Zulm Sehta Hoya Insan Bura Lagta Hai

Kis Kadar Hogaye Masrof Ye Dunya Apni
Ek Din Thehre Tu Mehman Bura Lagta Hai

Un Ki Kedhmat Tu Bohat Dor, Beton Batiyon Ko
Burhe Maa Baap Ka Farman Buta Lagta Hai

Mare Allah Meri Naslo Ko Zillat Se Nikal
Hath Phelaye Hoye Musilman Bura Lagta Hai

The Wound Is The Place Where The Light Enters You

Rumi-Poetry

The Wound Is The Place Where The Light Enters You

Rumi



Karte Hoye Bardast Waqt Ki Ye Sakhtiyan

Avinash-poetry.jpg"

Karte Hoye Bardast Waqt Ki Ye Sakhtiyan
Phir Bhi Ban Kar Nikla Roshan Suraj Wo
Kar Gaya Hai Roshan Har Zarre Ko, Khud Bujhte Bujhte Wo...
" Anivash "