Motivational Poetry

Selected Urdu Motivational Poetry Collection

Allama Iqbal 's Poetry

Best Selected Poetry of Allama Iqbal

Two Lines Poetry

Sad And Romantic Two Lines Poetry in Urdu

Romantic Poetry Collection

Worlds Best Selected Romantics Urdu Lines

Ahmed Faraz Urdu Poetry

Best Collection of Ahmed Faraz 's Urde Poetry

Bohat Soocha Bohat Samjha

Bohat-Soocha-Bohat-Samjha

Bohat Soocha Bohat Samjha Bohat Hi Dair Tak Parkha 
Keh TANHA Ho Kar Jee Lena MUHABBAT Se To Behtar Hai

Usse Keh Do Weham Na Kare

Weham-Urdu-Poetry

Usse Keh Do Sahab Weham Na Paala Kare
Ye Dil Koi Khelona Nahi Jo Har Ek Ko De Dein Ge...!!

Main Ne Socha Tha Ke Sub Chand Ritare Hoon Ge


Main Ne Socha Tha Ke Sub Chand Ritare Hoon Ge
Ek Parcham Ke Taale Saare Ke Saare Hoon Ge

Lekin

Jitne Maare Hain Musalman Musalmano Ne
Saari Dunye Ne Tu Mil Kar Bhi Na Maare Honge

Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko,

Dhuwan-Banake-Fiza-mein-uda-diya-mujhko

Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko,
Main Jal Raha Tha Kisine Bujha Diya Mujhko,

TariQeeyon Ka Fasana Suna Diya Mujhko, 
Abhi Hansa Bhi Tha Aur Rula Diya Mujhko,

Main Ek Zara Bulandi Ko Chhune Nikla Tha, 
Hawa Ne Thaam Ke Zameen Par Gira Diya Mujhko,

Safed Saang Ki Chaadar Lapet Kar Mujhpar, 
Faseel-E-Sheher Pe Kisne Saja Diya Mujhko,

Khara Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harf Liye, 
Sawal Ye Hai Kitabnon Ne Kya Diya Mujhko,

Na Jaane Kaunsa Jazba Tha Jisne Khud Hi,
Meri Hi Zaat Ka Dushman Bana Diya Mujhko..

Jab Kisi Zaruat Mand Ki

Jab Kisi Zaruat Mand Ki

Jab Kisi Zaruat Mand Ki 

Awaaz Tum Tak Ponche To ALLA Ka 

Shukra Ada Karo Ke Is Usne Bande ki 

Madad kKe Liye Tumhe Waseela Banaya

Mujhe Tum Bohat Yaad Aate Ho


Moqader Ke Sitaroun Par 
Zamanun Ke Asharoun Par

Udasi Ke Kinaroun Pay.....
Kabhi Weeran Sheroun Main

Kabhi Sunsan Rastoun Par
Kabhi Heran Aakhoun ......

Kabhi Bejan Lamhoun Par
Tumhari Yaad Chupke Se

Koi Sarghohi Karti Hain
Yeh Paikain Bhrrg JAti Haiun

Our Aanso Toot Jate Hain 
Hum Palkoun Ko Jhukate Hain

Be- Zahhir Muskurate Hain
Faqat Itna Hi Kehte Hain

MUjhe Kitna Satate Ho
Zaid MUjhe Tum Bohat Yaad Aate Ho

Dil Main Raha Woh Choor Ke Janay Ke Baad Bhi

Guzray-Huay-Taweel-Zamanay-Ke-Baad-Bhi

Guzray Huay Taweel Zamanay Ke Baad Bhi
 Dil Main Raha Woh Choor Ke Janay Ke Baad Bhi

Pehlu Main Reh Ke Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
 Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Ke Baad Bhi

Qurbat Kay Baad Aur Bhi Qurbat Ki Talash
 Dil Mutmain Nahin Hai Teray Aanay Ke Baad Bhi

Go Tu Yahan Nahin Hai Mager Tu Yahein Pay Hai
 Tera Hi Zikar Hai Teray Janay Kay Baad Bhi

Lagta Hai Kuch Kaha Hi Nahin Hai Ussay Adeem
 Dil Ka Tamam Haal Sunanay Kay Baad Bhi

Jis Ke Intizar Mein Qarar Bohat Hai,

Intezar_poetry

Jis Ke Intizar Mein Qarar Bohat Hai,
Us Ka Milna Bhi Dushwar Bohat Hai,
Woh Jo Mera Hathon Ki Lakeeron Main Nahi,
Us Nadam Se Humain Pyar Bohat Hai.

Tum The Tu Kahi Waqt Theharta Hi Nahi Tha

Waqt-Theharta-Hi-Nahi-Tha

Tum The Tu Kahi Waqt Theharta Hi Nahi Tha
Ab Waqt Guzarne Main Bohat Waqt Lagta Hai

Wo pyar ka saboot dikhaya karta tha

Best-Selected-Urdu-Poetry

Wo pyar ka saboot dikhaya karta tha
Aansoo baha kar mujhe manaya krta tha

Ye zindagi sirf tumse wabasta hai
Aksar ye baat mujhe bataya karta tha

Usski baaton mein kuch aisa asar tha
Main barish ke bina hi bheeg jaaya karta tha

Sone ki fursat kis ko thi
Wo mujhe sari raat jagaya karta tha

Bechaini jab hadh se barh jaati thi
Wo ji bhar ke galay lagaya karta tha

Wo itni muhabbat karne wala badal gaya
Jo saath nibhane ki qasam khaya karta tha

Ajeeb Hunar Hai Mere Hath Mein Yeh Shair Likhnay Ka,

Hunar-Urdu-Poetry

Ajeeb Hunar Hai Mere Hath Mein Yeh Shair Likhnay Ka, 
Main Apni Barbadi Likhta Hoon Aur Log Wah Wah Kertay Hain

Umar-e-daraaz maang ke

Umar-e-daraaz-maang-ke-urdu-poetry

Umar-e-daraaz maang ke laaye they chaar din,
Do aarzu mein katt gaye do intizaar mein..

Us Zakhm Ke Bharne Mein

Us Zakhm Ke Bharne Mein-urdu-poetry

Us Zakhm Ke Bharne Mein Bohat Dair Lagti Hai, 
Jis Zakhm Mein Shamil Hoon Aapnon Ki Anayat..!! 

Teri chand dino ki bhok

Teri-chand-dino-ki-bhok-urdu-poetry

Teri chand dino ki bhok hai shamil Ibadat mein Abbas 
Hamein Kya mile ga hum to sara sal roza rakhte hein.

Pichle Baras Ka Khauf

Pichle-Baras-Tha-Khauf-Ke-Tujhe-Kho-Na-Doon-Kahin

Pichle Baras Tha Khauf Ke Tujhe Kho Na Doon Kahin
Ab Ke Baras Dua Hai Tera Saamna Na Ho.....

Hai Ikhtiyaar Mein Tere Tu Mojza Kar De

Urdu-Poetry-Lines

Hai Ikhtiyaar Mein Tere Tu Mojza Kar De
Wo Shaaks Mera Nahi, Usse Meray Kar De,

Agar Dil Haar Bethe Ho Meray Humdam Mohabbat Main

Urdu-Sad-Poetry

Agar Dil Haar Bethe Ho, Meray Humdam Mohabbat Main
Fana Kissi? Baka Kissi ? Saza Kissi ? Jaza Kissi ?

Phir Main Barbaad Bhi Ho Jaon


Phir Main Barbaad Bhi Ho Jaon, Tu Ho Jane Do
Ek Hasrat Thi Ke Tu Mera Muqadar Ban Jaye.

Tujhe Pane Ki Hasrat


Tujhe Pane Ki Hasrat Main Kab Tak Tarasta Rahoon

Kohi Aisa De Dhokha Ke Meri Aas Toot Jaye

Pather Mujhe Khata Hai



Pather Mujhe kehta Hai Mara Chahne Wala

Main Mohm Hoon

Us Ne Mujhe Choh Kar Nahi Dekh