Motivational Poetry

Selected Urdu Motivational Poetry Collection

Allama Iqbal 's Poetry

Best Selected Poetry of Allama Iqbal

Two Lines Poetry

Sad And Romantic Two Lines Poetry in Urdu

Romantic Poetry Collection

Worlds Best Selected Romantics Urdu Lines

Ahmed Faraz Urdu Poetry

Best Collection of Ahmed Faraz 's Urde Poetry

Dard Chala Jata Hai Mere Ghar Ki Dayliz Se (Maa Urdu Poetry)


maa-poetry

Dard Chala Jata Hai Mere Ghar Ki Dayliz Se Udas Ho Kar

Pareshan Nahi Hota Main Kabhi  Apne Maa Ke Pass Ho Kar

Maa achi tarah tayar krna, aaj mera Aakhri din hai

Maa-achi-tarah-tayar krna-Sad-Poetry

Maa achi tarah tayar krna, aaj mera Aakhri din hai
Bohat sa pyar krna, aaj mera aakhri din hai
Sabhi Behnu ki mohabbtein aaj mujhe hi de do
dil o jan nisar krna aaj mera aakhri din hai
Abu hain Ami hain Behan Bhai hain sare
Mujh ko na shumar krna aaj mera aakhri din hai
Tumhein staya tumhein rulaya
bohat dukh diye hain tum ko
Mujhe maaf mere yar krna
Aaj mera aakhri din hai.

Darta Nahi Main Ab Kissi Ki Bad-Dua Se

urdu-maa-poetry

Darta Nahi Main Ab Kissi Ki Bad-Dua Se
Aaj Meri Maa Ne De Hai Dua Dil Se

"Narinder"

Sach Kaho Mujh Ko Ye Anwan Bura Lagta Hai

Maa-Baap-Sad-Poetry

Sach Kaho Mujh Ko Ye Anwan Bura Lagta Hai
Zulm Sehta Hoya Insan Bura Lagta Hai

Kis Kadar Hogaye Masrof Ye Dunya Apni
Ek Din Thehre Tu Mehman Bura Lagta Hai

Un Ki Kedhmat Tu Bohat Dor, Beton Batiyon Ko
Burhe Maa Baap Ka Farman Buta Lagta Hai

Mare Allah Meri Naslo Ko Zillat Se Nikal
Hath Phelaye Hoye Musilman Bura Lagta Hai

Rote Hoye Maa Baap Ko Jo Kal Chor Gaya Tha

Urdu maa poetry

Rote Hoye Maa Baap Ko Jo Kal Chor Gaya Tha
Mujh Ko Sikha Raha Hai Rishtey Nibhana Wo,



The Mother - Poem of Jalib with English translation

Habib Jalib Poetry

The children were shot dead
The mother, in fury, said
These pieces of my heart
Should cry and I stand apart
Looking on from afar
This I cannot do

I should look on from afar
As the tyrants, night and day
With the blood of my children Holi* play
Besmirched in red
As the children were shot dead
The mother, in fury, said
These pieces of my heart
Should cry and I stand apart
Looking on from afar
This, I cannot do 

* Spring festival played with coloured water

She walked came down to the ground
Like lightening flashing around
The tyrant’s hand trembled
Full of fear the gun frowned
Everywhere her echo did resound
I am hereby bound, I am coming for this round
I am hereby bound, I am coming for this round 

Then oppression became evil
Panic-stricken were those who kill
When she thundered
As our children were murdered 
She said, you vampires
Gold is the be all of your desires
This land belongs to us all
This land, you Dunces Esquires
Lackeys, still, to your British Sires

The sahib’s beneficence
Has not made you landlords: squires
Desist from this tyranny
Back to your barracks, flee
You, who rove ahead
With a gang of plunderers you have bred
As our children were shot dead 

Meri khawhish hai ke main phir se farishta ho jaaon - Mothers Day Poetry

Mothers-Day-Urdu-Poetry

Meri khawhish hai ke main phir se farishta ho jaaon 
Maa se is tarah lipat jaaon ke bacha ho jaaon.

Wo Meri Maa Ka Chehra hai- Mothers 's Day Poetry

Mothers-Day

Meri Maa Ne Mujhe Lal Kaha Tha- Maa Urdu Poetry

mothers-Day

Sitam Tu Ye Hai Ke Kohrio Main Bik Raha Hoon
Meri Maa Ne Mujhe Lal Kaha Tha...


Posted By Abbas Essani

Yaad Ajaati Hai Maa - Mothers Day Poetry

Pochta Hai Jab Koi Ke Dunya Main Mohabbat Hai Kaha

Pochta Hai Jab Koi Ke Dunya Main Mohabbat Hai Kaha
Muskura Deta Hoon Main Aur Yaad Ajaati Hai Maa

MAA Wo Hasti Hai - Mother 's Day Poetry

Mother 's Day Shayari

"DOZAKH" Ne Kaha , 
MAA Wo Hasti Hai Jo Gunahgaar Aulad Ko Bhi Dozakh Se Bacha Leti Hai.

 "JANNAT" Ne Kaha , 
MAA Wo Hasti Hai Jo Mujhe Bhi Qadmon Ke Niche Daba Deti Hai.

Na Bhookh Ka Khayal - Mother Urdu Poetry

Mother-Urdu-Poetry

Na Bhookh Ka Khayal Na Umar Ki Fikar Thi
Naam Bacho Ka Lete Hoye Bus Aaj Raste Pe Dekhi Main Ne Maa

Ab Saanp Maar Sakti Hon - Maa Poetry

Mother Poetry in Urdu

Pehle Darti Thi Ik Patange Se ..
Maa'n Hon Ab Saanp Maar Sakti Hon ...

Teri Aagosh Mein Maa... - Maa Poetry

Teri Aagosh Mein

Teri Aagosh Mein Jannat Aur Jahan Dono Ka Sakoon Tha...
Is Pathar Par Rakh K Sar Mujhe Say Soya Nhe Jata Ay Maa..

Shakt Rasto Main Bhi Asan Safar lagta hai. (Maa Ke Naam)


Meri Maa...... (Maa Poetry)


Mera Bacho, Agar Mujh ko budhape ke haal main dekho. (Maa ka Pegham)

Ho gaye bache jawan budhi ho rahi hai maa (Maa Poety)



Ho gaye bache jawan budhi ho rahi hai maa
be khuwab ankhoon main khuwab bo rahi hai maa.

Roti apne husse ki dekar apne bacho ko
sabar ki dara udre bhokhi soo rahi hai maa

Saans ki mariza hai phir bhe thande pani se
Kitne Sakt Sardi main kapre dhorahi hai maa

Ger ki Sikayat par phir kisse sararat par
Mar kar mujhe bhi ro rahi hai maa

Khelne se jo mujh ko rokti thi mitti main
Odhe kar wohi mitti aaj so rahi hai maa.

Laboo pe kabhi uske baddua nahi hoti. (Maa Poetry)


Laboo pe kabhi uske baddua nahi hoti
Bas ek maa hai jo kabhi khafa nahi hoti.

Teri Nazar Ko Tarsey Tera Beta ! (Maa Poetry)



Teri Nazar Ko Tarsey Tera Beta !

Teri Gaud Me Soney Ko Tarpey Tera Beta !


Buhut Door Ja Chuki Ho Tum Maa !
K Tere Pass Anay Ka Sochey Tera Beta !!